Friday, 25 September 2015

Senti Wali Mental Lyrics - Shaandaar | Arijit Singh, Neeti Mohan


Senti Wali Mental Lyrics - Shaandaar | Arijit Singh, Neeti Mohan



Senti Wali Mental Lyrics from Shaandaar starring Shahid Kapoor and Alia Bhatt. A kind of Qawwali sung by Arijit Singh, Neeti Mohan, Swanand Kirkire & Amit Trivedi, composed by Amit Trivedi.Singers: Arijit Singh, Neeti Mohan, Swanand, Amit Trivedi
Music: Amit Trivedi
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music On: Zee Music Company



Senti Wali Mental Lyrics

Badi hi senti wali mental hai ye choriyan
Badi hi senti wali mental hai ye choriyan
haaye....

Badi hi senti wali mental hai ye choriyan
Badi hi senti wali mental hai ye choriyan
O.. ki macchar bhi kaate
To selfie uski kheech le
ki macchar bhi kaate
To selfie uski kheech le
Zamaane se lena na dena haaye
Zamaane se lena na dena
Ya Khuda Ya Khuda tu hume inse bachana zara
Ki nakli noton ka ek bundle hain ye choriyan
Badi hi senti wali mental hain ye choriyaan
Badi hi senti wali mental hain ye choriyaan

ho subaho shaam taade ye ladkiyon ko gaur se
Lage haath dil pe par dhadke kahin aur se (x2)

Akal hai matar ka daana re haaye
Akal hai matar ka daana re
Ya Khuda Ya Khuda, aaina inko dikhana zara
Aji harkat se accidental hain ye chokre
Aji harkat se accidental hain ye chokre
Hume kehte hain par khud mental hai ye chokre
Hume kehte hain par khud mental hai ye chokre

Haaye ye Mascara Lip-gloss ki jitni bahaar hai
Jo ladke palat ke na dekhe toh bekaar hai
na dekhe toh bekaar hai
na dekhe toh bekaar hai

Ho ye Audi BMW ghanta Jaguar hai
Jo ladki na baithi to kaahe ki mehangi car hai

Haan,yeh duniya hai bus stop ladki bus ke jaisi
Ruko paanch minuton me agli phir milegi
Ho sambhal ke kahin na yeh bus chhoot jaaye
Baaki zindagi warna paidal hi kategi

Ladkiyan bana bola, God ne bhi "Oh My God!""
God ka karishma lakdi, ladke God ka hain fraud
Ho tradition yahi hai apna ladkiyan paraya dhan
Ho ladke jaise kale dhan se
Better hai paraya dhan
Better hai paraya dhan ji
Better hai paraya dhan
Better hai paraya dhan haan
Better hai paraya dhan
Ho gaya faisla jaao ji
Ho gaya faisla jaao ji
Ho gaya faisla jaao ji
Munh dho ke aao zaraa

Ladkiyon ke pairon ka sandle hain yeh chokre
Ladkiyon ke pairon ka sandle hain yeh chokre
Humein kehte hain par khud mental hain yeh chokre
Arey harqat se accidental hain yeh chhokre...

Oh ho ho...

Main hoon wo sandal ki jispe tera bojh hai
Main single pasli tu double dose hai
(tu double dose hai)
Kaisa ye dastoor kaisa riwaaz hai
Medium dulhe ki dulhan extra large hai
(dulhan extra large hai)
Tujhe kya lagta hai teri hirni chaal hai
Teri kamar hai kamra tu BHK hall hai
Rishta hai nahi ye to poora scam hai
Zindagi ka safar ab to stuck in jam hai
Rishta hai nahi ye to poora scam hai
Zindagi ka safar ab to stuck in jam

Jodta hoon main tere haath
Mujhko phansna nahi tere saath
Pyaar mujhko jispe aaye
Tujh mein na ek bhi aisi baat
Maarun aisi jodi ko laat
Jo kare jeevan ko barbaad
Dekh tu haalat teri
Tujhpe hai sharminda aurat zaat
haan... chal hatt...

boo boo...

booh....

Patli kamar ki tujhko kya itni demand hai
Brad Pitt ka pota hai, ya tu James Bond hai
Maa agar teri moti hoti toh kya chhod deta
Size ke dar se kya usse bhi naata tod deta, hatt

Haan wajan ka kya hai ye workout se ghat jayega
Tere jaisa blunder kaise undo ho payega

Aurat zaat ko jo nicha dikhayega
Jaan le besharam mitti mein mill jayega (x2)

Auraton ki izzat ka jo kare public mein phaluda
Dekh durghatna hai tere jaisi paidaish behuda
Thobda accha na sahi baat acchi kar le beta
Tere jaise budbuk ko thodi buddhi baksh re Khuda
Sympathy unse hai jinke ghar tere jaisa putar hua

Kami hai mujhme aur perfection hain ye chhoriyan
Kami hai mujhme aur perfection hain ye chhoriyan
God ka ultimate creation hai ye chhoriyan
Khuda se bandon ka connection hai ye chhoriyan
Kami hai mujhme aur perfection hain ye chhoriyan



0 comments:

Post a Comment

 
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...